salam
meri problem yeh hai kay meri aami jan ki kamar mein ahr waqt darad rehta hai woh khcuh kam nahe kar eakte hai har waqt darad hota hai un ki kamar mein agar aap ko is kay liy khuch pata hai to plz muajy batai aap ki bahot meherbani ho ge.
ALLAH HAFIZ
aysha
|